|
salam,ma 23 year ki larki hu aur abroad ma aik larkay k sath rehti h 2 saal sa.i duration ma hum ne bhut dafa zana kia ha.ab hum is gunnah sa bachna chahty hain.humain ab apny kiye par bhut dukh aur sharmindagi ha.aap sa yh poochna ha k kia hum shadi kr sakty hain?aur jo kuch hum ne kiya ha is ka kia kafara ada krna hoga aur kesay?plz reply soon. |
|
|
|
|
|
Zinah Koi Chotti Cheez Nahi behtar Hy K Ap Shadi Kar Lyn Or Dil Say Apnay Gunaho ke Toba Kar Lyn Or Allah Ke Ibadat Shuru Kar Dhyn ALLAH Bohat Raheem Hy. |
|
|
Behan jo aapne gunah kiya hai us ki sazah to Rajm{Mout} hai.. Lekin Allah Aap ko Mu'aff Farmaye.. Aur aap ko chahiye ki aap us aadmi sey jald az jald shaadi karle..taki aap kisi haram cheez mai Mulwas na hojaoo. Umeed hai ki aap ko sawal ka jawab mil gaya hoga. |
|
|
walaikum salam aap bohuth badi gunah kiye hai. iske saza ye mouth hai. allah ki rasool ke saath yek aurath aake yehi sawal pooche tho huzoor sallallahu alaihivasallam ne . unko .. haamila honese . kuch muhlath diye . bacha paida hoke kuch bade hone thak . phir kathal ki hukum . diya hai... behan aapko allah maaf kare . aur aise logon ko allah hidayath de. aap khaalis thouba karlo. allah ke saam ne thahajjud mein thouba karlo.. aur aap shadi hojavo. ..... isse ziyada maloomath karni hai tho aap madina university ke shaik ashraf moulavi se rabitha raksakthe nain.. unki phone number..+966504359284 fi amanillah |
|